Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai, Urdu Ghazal By Afzal Safi

Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Afzal Safi. Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai comes under the Love, Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے ادراک میں سوچوں کا گزر رہتا ہے

افضل صفی

میرے ادراک میں سوچوں کا گزر رہتا ہے

جس طرح دہر میں لمحوں کا سفر رہتا ہے

جانے کس سازشی ماحول کی سوغاتیں ہیں

کوئی مفلس تو کوئی صاحب زر رہتا ہے

ہم اچھالیں گے اسی شب کے سمندر سے نجوم

اک یہی جذبۂ نو پیش نظر رہتا ہے

جبر حالات سے لرزے نہ کہیں ساری زمیں

اجنبی خوف سا کیوں شام و سحر رہتا ہے

رابطہ پیڑ سے کٹ جاتا ہے جس وقت صفیؔ

خشک پتے کو تو جھونکے کا بھی ڈر رہتا ہے

افضل صفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai

Afzal Safi

mere idrak mein sochon ka guzar rahta hai
jis tarah dahr mein lamhon ka safar rahta hai

jaane kis sazishi mahaul ki saughaten hain
koi muflis to koi sahab-e-zar rahta hai

hum uchhaalenge isi shab ke samundar se nujum
ek yahi jazba-e-nau pesh-e-nazar rahta hai

jabr-e-haalat se larze na kahin sari zamin
ajnabi KHauf sa kyon sham-o-sahar rahta hai

rabta peD se kaT jata hai jis waqt safi'
KHushk patte ko to jhonke ka bhi Dar rahta hai

(727) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai written by Afzal Safi at UrduPoint. Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai is one of the masterpieces written by Afzal Safi. You can also find the complete poetry collection of Afzal Safi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Afzal Safi' above.

Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Idrak Mein Sochon Ka Guzar Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.