Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki, Urdu Ghazal By Agha Hashr Kashmiri

Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Agha Hashr Kashmiri. Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چوری کہیں کھلے نہ نسیم بہار کی

آغا حشر کاشمیری

چوری کہیں کھلے نہ نسیم بہار کی

خوش بو اڑا کے لائی ہے گیسوئے یار کی

اللہ رکھے اس کا سلامت غرور حسن

آنکھوں کو جس نے دی ہے سزا انتظار کی

گلشن میں دیکھ کر مرے مست شباب کو

شرمائی جاری ہے جوانی بہار کی

اے میرے دل کے چین مرے دل کی روشنی

آ اور صبح کر دے شب انتظار کی

جرأت تو دیکھئے گا نسیم بہار کی

یہ بھی بلائیں لینے لگی زلف یار کی

اے حشرؔ دیکھنا تو یہ ہے چودھویں کا چاند

یا آسماں کے ہاتھ میں تصویر یار کی

آغا حشر کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki

Agha Hashr Kashmiri

chori kahin khule na nasim-e-bahaar ki
KHush-bu uDa ke lai hai gesu-e-yar ki

allah rakkhe us ka salamat ghurur-e-husn
aankhon ko jis ne di hai saza intizar ki

gulshan mein dekh kar mere mast-e-shabab ko
sharmai jari hai jawani bahaar ki

ai mere dil ke chain mere dil ki raushni
aa aur subh kar de shab-e-intizar ki

jurat to dekhiyega nasim-e-bahaar ki
ye bhi balaen lene lagi zulf-e-yar ki

ai 'hashr' dekhna to ye hai chaudhwin ka chand
ya aasman ke hath mein taswir yar ki

(1758) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki written by Agha Hashr Kashmiri at UrduPoint. Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki is one of the masterpieces written by Agha Hashr Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Agha Hashr Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Agha Hashr Kashmiri' above.

Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chori Kahin Khule Na Nasim-e-bahaar Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.