Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin, Urdu Ghazal By Agha Naginwi

Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Agha Naginwi. Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں میں کوئی حقیقت بھی بے حجاب نہیں

آغا نگینوی

جہاں میں کوئی حقیقت بھی بے حجاب نہیں

عروس مرگ کے منہ پر مگر نقاب نہیں

طلب ہے حسن حقیقی کی فصل گل بر دوش

یہ وہ کتاب ہے جس میں خزاں کا باب نہیں

اشارہ کن ہے حقیقت کا بحر بے پایاں

تعینات کا حاصل بجز حباب نہیں

یہ آبشار و گل و کوہسار و ماہ و نجوم

مظاہرے ہیں مگر حسن با نقاب نہیں

میں بے پیے تری آنکھوں کو بڑھ کے چوم نہ لوں

رہین منت مے مستیٔ شباب نہیں

فریب وہم ہے آغاؔ یہ خود فراموشی

بہ ہوش باش نظر تیری کامیاب نہیں

آغا نگینوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin

Agha Naginwi

jahan mein koi haqiqat bhi be-hijab nahin
urus-e-marg ke munh par magar naqab nahin

talab hai husn-e-haqiqi ki fasl-e-gul bar-dosh
ye wo kitab hai jis mein KHizan ka bab nahin

ishaara kun hai haqiqat ka bahr-e-be-payan
tayyunat ka hasil ba-juz habab nahin

ye aabshaar o gul o kohsar o mah-o-nujum
muzahire hain magar husn ba-naqab nahin

main be-piye teri aankhon ko baDh ke chum na lun
rahin-e-minnat-e-mai masti-e-shabab nahin

fareb-e-wahm hai 'agha' ye KHud-faramoshi
ba-hosh-bash nazar teri kaamyab nahin

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin written by Agha Naginwi at UrduPoint. Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin is one of the masterpieces written by Agha Naginwi. You can also find the complete poetry collection of Agha Naginwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Agha Naginwi' above.

Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Mein Koi Haqiqat Bhi Be-hijab Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.