Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki, Urdu Ghazal By Agha Shayar Qazalbash

Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Agha Shayar Qazalbash. Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ نکلا منہ سے کچھ نکلی نہ کچھ بھی قلب مضطر کی

آغا شاعر قزلباش

نہ نکلا منہ سے کچھ نکلی نہ کچھ بھی قلب مضطر کی

کسی کے سامنے میں بن گیا تصویر پتھر کی

خدا سے کیوں نہ مانگوں واہ میں بندوں سے کیا مانگوں

مجھے مل جائے گی جو چیز ہے میرے مقدر کی

تصور چاہئے اے شیخ سب کا ایک ایما ہے

صدا ہے پردۂ ناقوس میں اللہ اکبر کی

دل راحت طلب کو قبر میں کیا بے قراری ہے

مجھے گھبرائے دیتی ہے اداسی اس نئے گھر کی

کلیجے میں ہزاروں داغ، دل میں حسرتیں لاکھوں

کمائی لے چلا ہوں ساتھ اپنے زندگی بھر کی

سنبھل کر دیکھنا آرائشوں کے بعد آئینہ

یہ آئینہ نہیں ہے اب یہ ٹکڑے ہے برابر کی

مرے اشعار شاعرؔ داغ و آصف جاہ سے پوچھو

کہ شاہ و جوہری ہی جانتے ہیں قدر گوہر کی

آغا شاعر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki

Agha Shayar Qazalbash

na nikla munh se kuchh nikli na kuchh bhi qalb-e-muztar ki
kisi ke samne main ban gaya taswir patthar ki

KHuda se kyun na mangun wah main bandon se kya mangun
mujhe mil jaegi jo chiz hai mere muqaddar ki

tasawwur chahiye ai shaiKH sab ka ek ima hai
sada hai parda-e-naqus mein allahu-akbar ki

dil-e-rahat-talab ko qabr mein kya be-qarari hai
mujhe ghabrae deti hai udasi is nae ghar ki

kaleje mein hazaron dagh dil mein hasraten lakhon
kamai le chala hun sath apne zindagi bhar ki

sambhal kar dekhna aaraishon ke baad aaina
ye aaina nahin hai ab ye TukDe hai barabar ki

mere ashaar 'shair' dagh o aasif jah se puchho
ki shah o jauhri hi jaante hain qadr gauhar ki

(873) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki written by Agha Shayar Qazalbash at UrduPoint. Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki is one of the masterpieces written by Agha Shayar Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Agha Shayar Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Agha Shayar Qazalbash' above.

Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-muztar Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.