Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Alvi

Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Alvi. Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وفا کم ہے نظر آتی بہت ہے

احمد علوی

وفا کم ہے نظر آتی بہت ہے

بڑے شہروں میں دانائی بہت ہے

ہمارے پاؤں میں پتھر بندھے ہیں

تری آنکھوں میں گہرائی بہت ہے

بنانے کو ہمالہ نفرتوں کے

غلط فہمی کی اک رائی بہت ہے

نظر میں کس کی ہے پاکیزگی اب

کہ اس تالاب میں کائی بہت ہے

ہمارا ساتھ رہنا بھی ہے مشکل

بچھڑنے میں بھی رسوائی بہت ہے

سبھی کی زندگی ہے اپنی اپنی

بھرے گھر میں بھی تنہائی بہت ہے

ادب میں زندگی پانے کو علویؔ

فقط لہجے میں سچائی بہت ہے

احمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai

Ahmad Alvi

wafa kam hai nazar aati bahut hai
baDe shahron mein danai bahut hai

hamare panw mein patthar bandhe hain
teri aankhon mein gahrai bahut hai

banane ko himala nafraton ke
ghalat-fahmi ki ek rai bahut hai

nazar mein kis ki hai pakizgi ab
ki is talab mein kai bahut hai

hamara sath rahna bhi hai mushkil
bichhaDne mein bhi ruswai bahut hai

sabhi ki zindagi hai apni apni
bhare ghar mein bhi tanhai bahut hai

adab mein zindagi pane ko 'alwi'
faqat lahje mein sachchai bahut hai

(2680) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai written by Ahmad Alvi at UrduPoint. Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Alvi' above.

Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wafa Kam Hai Nazar Aati Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.