Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain, Urdu Ghazal By Ahmad Aqeel

Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Aqeel. Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain comes under the Islamic category of Urdu Ghazal. You can read Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چل مرے ساتھ ذرا ہو کے نجف آتے ہیں

احمد عقیل

چل مرے ساتھ ذرا ہو کے نجف آتے ہیں

یہ وہ بستی ہے جہاں اہل شرف آتے ہیں

تیری آواز پہ دوڑے ہوئے آئیں گے ہم

جیسے اذان پہ مسجد کی طرف آتے ہیں

تو ذرا تال بڑھا کر کوئی مصرع تو اٹھا

کس طرح دیکھنا ہم دست بدف آتے ہیں

تیری آنکھیں ہیں چھلکتے ہوئے جاموں کی شراب

تو بلائے تو بصد شوق و شغف آتے ہیں

تجھ کو پانے کے لئے ہم نے چنا ہے صحرا

دیکھ دیوانے ہیں اور سوئے ہدف آتے ہیں

تیز لہجے میں کوئی تجھ سے مخاطب ہو تو ہم

آنکھ میں خون بھرے تیغ بکف آتے ہیں

احمد عقیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain

Ahmad Aqeel

chal mere sath zara ho ke najaf aate hain
ye wo basti hai jahan ahl-e-sharaf aate hain

teri aawaz pe dauDe hue aaenge hum
jaise azan pe masjid ki taraf aate hain

tu zara tal baDha kar koi misra to uTha
kis tarah dekhna hum dast-ba-daf aate hain

teri aankhen hain chhalakte hue jamon ki sharab
tu bulae to ba-sad-shauq-o-shaghaf aate hain

tujh ko pane ke liye hum ne chuna hai sahra
dekh diwane hain aur su-e-hadaf aate hain

tez lahje mein koi tujh se muKHatib ho to hum
aankh mein KHun bhare tegh-ba-kaf aate hain

(2393) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain written by Ahmad Aqeel at UrduPoint. Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain is one of the masterpieces written by Ahmad Aqeel. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Aqeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Aqeel' above.

Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chal Mere Sath Zara Ho Ke Najaf Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Islamic Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.