Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya, Urdu Ghazal By Ahmad Aqeel

Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Aqeel. Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کے فراق نے مجھے اچھا صلہ دیا

احمد عقیل

ان کے فراق نے مجھے اچھا صلہ دیا

جو دکھ نہیں رہا تھا وہ سب کچھ دکھا دیا

پہلے لگی نسیم سحر مژدۂ وصال

اس جھونکے نے پھر آنکھوں سے دریا بہا دیا

اک خواب مشکلات میں ہوتا ہے ساتھ ساتھ

اک خواب نے حیات کا ہر غم بھلا دیا

میں سوچتا رہا کہ کروں کیسے لب کشائی

اشکوں نے ترجمانی کی دکھڑا سنا دیا

کچھ اور ہی نظارہ تھا شہر حضور کا

جو عکس تھا دماغ میں یکسر مٹا دیا

جب بن نہیں رہی تھی کوئی طیبہ کی سبیل

کاغذ قلم اٹھایا تو رستہ بنا دیا

احمد عقیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya

Ahmad Aqeel

un ke firaq ne mujhe achchha sila diya
jo dikh nahin raha tha wo sab kuchh dikha diya

pahle lagi nasim-e-sahar muzhda-e-visal
is jhonke ne phir aankhon se dariya baha diya

ek KHwab mushkilat mein hota hai sath sath
ek KHwab ne hayat ka har gham bhula diya

main sochta raha ki karun kaise lab-kushai
ashkon ne tarjumani ki dukhDa suna diya

kuchh aur hi nazara tha shahar-e-huzur ka
jo aks tha dimagh mein yaksar miTa diya

jab ban nahin rahi thi koi taiba ki sabil
kaghaz qalam uThaya to rasta bana diya

(916) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya written by Ahmad Aqeel at UrduPoint. Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya is one of the masterpieces written by Ahmad Aqeel. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Aqeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Aqeel' above.

Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Ke Firaq Ne Mujhe Achchha Sila Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.