Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Ata

Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ata. Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے میاں کون یہ کہتا ہے محبت کی ہے

احمد عطا

اے میاں کون یہ کہتا ہے محبت کی ہے

بات یہ ہے کہ یہاں بات ضرورت کی ہے

پھر کوئی چاک گریبان لیے پھرتا ہے

حضرت عشق نے پھر کوئی شرارت کی ہے

بس یونہی ایک ہیولیٰ سا نظر آیا تھا

اور پھر دل نے دھڑکنے کی جو شدت کی ہے

وہ مری چاہ کا ویسے بھی طلب گار نہ تھا

پھر مرے دل نے سنبھلنے میں بھی عجلت کی ہے

ہم بہت دور چلے آئے ہیں بسنے کو عطاؔ

اس سے پہلے بھی بہت دور سے ہجرت کی ہے

احمد عطا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai

Ahmad Ata

ai miyan kaun ye kahta hai mohabbat ki hai
baat ye hai ki yahan baat zarurat ki hai

phir koi chaak gareban liye phirta hai
hazrat-e-ishq ne phir koi shararat ki hai

bas yunhi ek hayula sa nazar aaya tha
aur phir dil ne dhaDakne ki jo shiddat ki hai

wo meri chah ka waise bhi talabgar na tha
phir mere dil ne sambhalne mein bhi ujlat ki hai

hum bahut dur chale aae hain basne ko 'ata'
is se pahle bhi bahut dur se hijrat ki hai

(1200) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai written by Ahmad Ata at UrduPoint. Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Ata. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ata by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ata' above.

Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Miyan Kaun Ye Kahta Hai Mohabbat Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.