Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki, Urdu Ghazal By Ahmad Ata

Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ata. Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نہ ہونے سے ہوا یعنی بڑی تقصیر کی

احمد عطا

میں نہ ہونے سے ہوا یعنی بڑی تقصیر کی

کیمیا گر نے مری مٹی مگر اکسیر کی

ان دنوں آیا تھا تو جب حوصلہ درکار تھا

خیر ہو تیری کہ تو نے تیرگی تنویر کی

اور سوچا اور سوچا اور سوچا اور پھر

اس خدائے لم یزل نے اور ہی تقدیر کی

عاشقاں سنیے بگوش ہوش میری داستاں

داستاں کچھ بھی نہیں یاروں نے بس تشہیر کی

میں تو مٹی ہو رہا تھا عشق میں لیکن عطاؔ

آ گئی مجھ میں کہیں سے بے دماغی میرؔ کی

احمد عطا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki

Ahmad Ata

main na hone se hua yani baDi taqsir ki
kimiya-gar ne meri miTi magar iksir ki

un dinon aaya tha tu jab hausla darkar tha
KHair ho teri ki tu ne tirgi tanwir ki

aur socha aur socha aur socha aur phir
us KHuda-e-lam-yazal ne aur hi taqdir ki

aashiqan suniye ba-gosh-e-hosh meri dastan
dastan kuchh bhi nahin yaron ne bas tashhir ki

main to miTTi ho raha tha ishq mein lekin 'ata'
aa gai mujh mein kahin se be-dimaghi 'mir' ki

(719) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki written by Ahmad Ata at UrduPoint. Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki is one of the masterpieces written by Ahmad Ata. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ata by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ata' above.

Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Na Hone Se Hua Yani BaDi Taqsir Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.