Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Ata

Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ata. Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے لیے ترا ہونا اہم زیادہ ہے

احمد عطا

مرے لیے ترا ہونا اہم زیادہ ہے

یہ باقی ذکر وجود و عدم زیادہ ہے

وہ خالی پن ہے کہیں کچھ کشش نہیں ہے مجھے

کوئی خوشی ہے بہت اور نہ غم زیادہ ہے

ترے بغیر ضرورت ہی کیا پڑی ہے مجھے

ترے بغیر یہ دم ہے سو دم زیادہ ہے

یہ میری آنکھ ہے یاں خواب کیسے ٹھہریں گے

کہ سیم خوردہ زمیں ہے جو نم زیادہ ہے

مرا یہ دل کہ جسے کوئی پیچ و تاب نہیں

تری یہ زلف جسے پیچ و خم زیادہ ہے

تو خوب جانتا ہے یار بے نیاز کہ اب

جنوں بہت ہے مجھے پھر بھی کم زیادہ ہے

احمد عطا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai

Ahmad Ata

mere liye tera hona aham ziyaada hai
ye baqi zikr-e-wajud-o-adam ziyaada hai

wo KHali-pan hai kahin kuchh kashish nahin hai mujhe
koi KHushi hai bahut aur na gham ziyaada hai

tere baghair zarurat hi kiya paDi hai mujhe
tere baghair ye dam hai so dam ziyaada hai

ye meri aankh hai yan KHwab kaise Thahrenge
ki sim-KHurda zamin hai jo nam ziyaada hai

mera ye dil ki jise koi pech-o-tab nahin
teri ye zulf jise pech-o-KHam ziyaada hai

tu KHub jaanta hai yar-e-be-niyaz ki ab
junun bahut hai mujhe phir bhi kam ziyaada hai

(1053) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai written by Ahmad Ata at UrduPoint. Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Ata. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ata by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ata' above.

Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Liye Tera Hona Aham Ziyaada Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.