Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain, Urdu Ghazal By Ahmad Ata

Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ata. Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ عکس آپ ہی بنتے ہیں ہم سے ملتے ہیں

احمد عطا

یہ عکس آپ ہی بنتے ہیں ہم سے ملتے ہیں

کہ ناخنوں کے بغیر اپنے زخم چھلتے ہیں

خبر ملی ہے کہ تو خواب دیکھتی ہے ابھی

خبر ملی ہے تری سمت پھول کھلتے ہیں

ہمیں یہ وقت کی بخیہ گری پسند نہیں

اگرچہ وقت کے ہاتھوں سے زخم سلتے ہیں

ہماری عمر سے بڑھ کر یہ بوجھ ڈالا گیا

سو ہم بڑوں سے بزرگوں کی طرح ملتے ہیں

کسی کو خواب میں اکثر پکارا جاتا ہے

عطاؔ اسی لیے سوتے میں ہونٹ ہلتے ہیں

احمد عطا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain

Ahmad Ata

ye aks aap hi bante hain hum se milte hain
ki naKHunon ke baghair apne zaKHm chhilte hain

KHabar mili hai ki tu KHwab dekhti hai abhi
KHabar mili hai teri samt phul khilte hain

hamein ye waqt ki baKHiya-gari pasand nahin
agarche waqt ke hathon se zaKHm silte hain

hamari umr se baDh kar ye bojh Dala gaya
so hum baDon se buzurgon ki tarah milte hain

kisi ko KHwab mein akasr pukara jata hai
'ata' isi liye sote mein honT hilte hain

(774) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain written by Ahmad Ata at UrduPoint. Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain is one of the masterpieces written by Ahmad Ata. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ata by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ata' above.

Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.