KHizan Ke Aate Aate, Urdu Nazam By Ahmad Azad

KHizan Ke Aate Aate is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ahmad Azad. KHizan Ke Aate Aate comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read KHizan Ke Aate Aate on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خزاں کے آتے آتے

احمد آزاد

میرے پاس

بہت سارے خواب

اور بہت سارے سیب ہیں

ایک افرودیتی کے لیے

ایک سیفوؔ کے لیے

اور ایک اپنا کوزی کو دوا کے لیے

جس نے آئینے کے سامنے

اپنی چھاتیوں کا

ٹینس کی گیند

یا دھرتی سے

موازنہ نہیں کیا ہوگا

میرے تمام خواب

ان کے لیے

جن کے آنسوؤں سے میری نظمیں بنیں

میری محبوبہ کے لیے

میرے پاس نہ کوئی خواب ہے

اور نہ سیب

خزاں کے آتے آتے

میں اس درخت کے سائے سے

اٹھ کر چلا جاؤں گا

جہاں خواب اور سیب

اگتے ہیں

احمد آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHizan Ke Aate Aate

Ahmad Azad

mere pas
bahut sare KHwab
aur bahut sare seb hain

ek afrudeti ke liye
ek saifu ke liye
aur ek apna kozi ko dawa ke liye
jis ne aaine ke samne
apni chhatiyon ka
tennis ki gend
ya dharti se
muwazana nahin kiya hoga
mere tamam KHwab
un ke liye
jin ke aansuon se meri nazmen banin
meri mahbuba ke liye
mere pas na koi KHwab hai
aur na seb
KHizan ke aate aate
main us daraKHt ke sae se
uTh kar chala jaunga
jahan KHwab aur seb
ugte hain

(858) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHizan Ke Aate Aate written by Ahmad Azad at UrduPoint. KHizan Ke Aate Aate is one of the masterpieces written by Ahmad Azad. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azad' above.

KHizan Ke Aate Aate is a widely read Urdu Nazam. If you like KHizan Ke Aate Aate, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.