Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin, Urdu Nazam By Ahmad Azad

Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ahmad Azad. Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس لمحے کے لیے مجھے فرصت نہیں

احمد آزاد

اس لمحے غم کے لیے

مجھے فرصت نہیں

شیلف میں ادھر ادھر رکھی ہوئی

کتابوں کو

ترتیب دینا چاہتا ہوں

باہر بارش ہو رہی ہے

بارش کے قطرے ہوا کے ساتھ

رقص کر رہے ہیں

مجھے مائیکل جیکسن کا

کوئی پر شور گیت سننا چاہیئے

اس لمحے غم کے لیے

اپنے چہرے پہ چھائی وحشت کو

ایک شیو کے ذریعے

ختم کرنا چاہتا ہوں

نظم کی کتاب سے

سوکھی یادوں کو الوداع کرنا چاہتا ہوں

اپنی پہلی محبت کو یاد کر کے

قہقہے لگانا چاہتا ہوں

یہ میری آنکھوں میں

آنسو کیوں آ رہے ہیں

احمد آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin

Ahmad Azad

is lamhe gham ke liye
mujhe fursat nahin
shelf mein idhar udhar rakhi hui
kitabon ko
tartib dena chahta hun
bahar barish ho rahi hai
barish ke qatre hawa ke sath
raqs kar rahe hain
mujhe michael jackson ka
koi pur-shor git sunna chahiye

is lamhe gham ke liye
apne chehre pe chhai wahshat ko
ek shawe ke zariye
KHatm karna chahta hun

nazm ki kitab se
sukhi yaadon ko alwidaa karna chahta hun
apni pahli mohabbat ko yaad kar ke
qahqahe lagana chahta hun

ye meri aankhon mein
aansu kyun aa rahe hain

(727) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin written by Ahmad Azad at UrduPoint. Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin is one of the masterpieces written by Ahmad Azad. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azad' above.

Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin is a widely read Urdu Nazam. If you like Us Lamhe Ke Liye Mujhe Fursat Nahin, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.