KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue, Urdu Ghazal By Ahmad Azeem

KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Azeem. KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خزاں کا سوگ یا جشن بہار کرتے ہوئے

احمد عظیم

خزاں کا سوگ یا جشن بہار کرتے ہوئے

کٹی ہے عمر ترا انتظار کرتے ہوئے

شرف یہ صرف مقدر تھا آئنے کے لیے

کہ دیکھتا رہا تجھ کو سنگھار کرتے ہوئے

سفر کی شام کا منظر لہو میں ڈوب گیا

سبھی ملول تھے تجھ کو سوار کرتے ہوئے

لہو بجھا نہ سکا قاتلوں کی پیاس کبھی

تھکی نہ شمع پتنگے شکار کرتے ہوئے

بناؤ آب پہ اک یادگار ان کی عظیمؔ

جو غرق ہو گئے دریا کو پار کرتے ہوئے

احمد عظیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue

Ahmad Azeem

KHizan ka sog ya jashn-e-bahaar karte hue
kaTi hai umr tera intizar karte hue

sharaf ye sirf muqaddar tha aaine ke liye
ki dekhta raha tujh ko singhaar karte hue

safar ki sham ka manzar lahu mein Dub gaya
sabhi malul the tujh ko sawar karte hue

lahu bujha na saka qatilon ki pyas kabhi
thaki na shama patange shikar karte hue

banao aab pe ek yaadgar un ki 'azim'
jo gharq ho gae dariya ko par karte hue

(682) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue written by Ahmad Azeem at UrduPoint. KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue is one of the masterpieces written by Ahmad Azeem. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azeem' above.

KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHizan Ka Sog Ya Jashn-e-bahaar Karte Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.