JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai, Urdu Ghazal By Ahmad Azeem

JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Azeem. JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جھاڑو برتن کر کے چھت پر بیٹھ گئی

احمد عظیم

جھاڑو برتن کر کے چھت پر بیٹھ گئی

آخر انساں ہے وہ تھک کر بیٹھ گئی

میں پھر ٹرین کے آگے جا کر لیٹ گیا

جب وہ پگلی ٹرین میں جا کر بیٹھ گئی

لوگوں نے کتنے مفہوم نکالے ہیں

اک لڑکی کیا میرے برابر بیٹھ گئی

جان سے میں جاؤں گا اس کا کیا ہوگا

وہ تو جھوٹی قسمیں کھا کر بیٹھ گئی

احمد عظیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai

Ahmad Azeem

jhaDu bartan kar ke chhat par baiTh gai
aaKHir insan hai wo thak kar baiTh gai

main phir train ke aage ja kar leT gaya
jab wo pagli train mein ja kar baiTh gai

logon ne kitne mafhum nikale hain
ek laDki kya mere barabar baiTh gai

jaan se main jaunga us ka kya hoga
wo to jhuTi qasmen kha kar baiTh gai

(1098) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai written by Ahmad Azeem at UrduPoint. JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai is one of the masterpieces written by Ahmad Azeem. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azeem' above.

JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai is a widely read Urdu Ghazal. If you like JhaDu Bartan Kar Ke Chhat Par BaiTh Gai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.