Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Azeem

Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Azeem. Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوکھے پھولوں کو بھی گلدان میں رکھا ہوا ہے

احمد عظیم

سوکھے پھولوں کو بھی گلدان میں رکھا ہوا ہے

شاہزادی نے ہمیں دھیان میں رکھا ہوا ہے

حالت ہجر پے تہمت نہ لگا اے دنیا

میں نے اس شخص کو امکان میں رکھا ہوا ہے

کافی تاخیر سے جاگی ہے محبت تیری

اب کوئی اور مری جان میں رکھا ہوا ہے

غور سے سوچیں تو ہر شخص ہے صیاد یہاں

سب نے ہی روح کو زندان میں رکھا ہوا ہے

احمد عظیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai

Ahmad Azeem

sukhe phulon ko bhi gul-dan mein rakkha hua hai
shahzadi ne hamein dhyan mein rakkha hua hai

haalat-e-hijr pe tohmat na laga ai duniya
main ne us shaKHs ko imkan mein rakkha hua hai

kafi taKHir se jagi hai mohabbat teri
ab koi aur meri jaan mein rakkha hua hai

ghaur se sochen to har shaKHs hai sayyaad yahan
sab ne hi ruh ko zindan mein rakkha hua hai

(828) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai written by Ahmad Azeem at UrduPoint. Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Azeem. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azeem' above.

Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sukhe Phulon Ko Bhi Gul-dan Mein Rakkha Hua Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.