Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein, Urdu Ghazal By Ahmad Iftikhar Khatak

Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Iftikhar Khatak. Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیوں کے بارے میں کیا کے بارے میں

احمد افتخار خٹک

کیوں کے بارے میں کیا کے بارے میں

عقل چپ ہے خدا کے بارے میں

جب صعوبت میں سانس گھٹنے لگے

سوچیے کربلا کے بارے میں

سب کو تفتیش ہو رہی ہوگی

دوسرے نقش پا کے بارے میں

خامشی سادھ لی گئی یک دم

سخن نارسا کے بارے میں

انتہا ہو چکی محبت کی

کچھ کہو ابتدا کے بارے میں

میری اپنی ہی ایک رائے ہے

معنی و مدعا کے بارے میں

ہم نے کیا کیا نہ لکھ دیا احمدؔ

اپنی اپنی فضا کے بارے میں

احمد افتخار خٹک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein

Ahmad Iftikhar Khatak

kyun ke bare mein kya ke bare mein
aql chup hai KHuda ke bare mein

jab saubat mein sans ghuTne lage
sochiye karbala ke bare mein

sab ko taftish ho rahi hogi
dusre naqsh-e-pa ke bare mein

KHamushi sadh li gai yak dam
suKHan-e-na-rasa ke bare mein

intiha ho chuki mohabbat ki
kuchh kaho ibtida ke bare mein

meri apni hi ek rae hai
mani-o-muddaa ke bare mein

hum ne kya kya na likh diya 'ahmad'
apni apni faza ke bare mein

(1046) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein written by Ahmad Iftikhar Khatak at UrduPoint. Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein is one of the masterpieces written by Ahmad Iftikhar Khatak. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Iftikhar Khatak by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Iftikhar Khatak' above.

Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kyun Ke Bare Mein Kya Ke Bare Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.