Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani, Urdu Ghazal By Ahmad Imam

Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Imam. Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani comes under the Love, Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہی غم ہے وہی ایذا رسانی

احمد امام

وہی غم ہے وہی ایذا رسانی

اگرچہ اب نہیں آنکھوں میں پانی

جو بازاری ہیں حاکم بن گئے ہیں

وہ ہیں محکوم جو ہیں خاندانی

کبھی ایسا کرو کچھ کر دکھاؤ

کہاں تک اور کب تک لن ترانی

دکھائے گا میاں آنکھیں زمانہ

اگر قائم رہے گی بے زبانی

سہارا دو جہاں میں بیکسوں کو

پرانی ہو گئی ہے یہ کہانی

محبت پر ہے عالم جاں کنی کا

عداوت میں ہے بجلی سی روانی

احمد امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani

Ahmad Imam

wahi gham hai wahi iza risani
agarche ab nahin aankhon mein pani

jo bazari hain hakim ban gae hain
wo hain mahkum jo hain KHandani

kabhi aisa karo kuchh kar dikhao
kahan tak aur kab tak lan-tarani

dikhaega miyan aankhen zamana
agar qaem rahegi be-zabani

sahaara do jahan mein bekason ko
purani ho gai hai ye kahani

mohabbat par hai aalam jaan-kani ka
adawat mein hai bijli si rawani

(1014) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani written by Ahmad Imam at UrduPoint. Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani is one of the masterpieces written by Ahmad Imam. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Imam' above.

Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahi Gham Hai Wahi Iza Risani, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.