Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غبار ابر بن گیا کمال کر دیا گیا

احمد خیال

غبار ابر بن گیا کمال کر دیا گیا

ہری بھری رتوں کو میری شال کر دیا گیا

قدم قدم پہ کاسہ لے کے زندگی تھی راہ میں

سو جو بھی اپنے پاس تھا نکال کر دیا گیا

میں زخم زخم ہو گیا لہو وفا کو رو گیا

لڑائی چھڑ گئی تو مجھ کو ڈھال کر دیا گیا

گلاب رت کی دیویاں نگر گلاب کر گئیں

میں سرخ رو ہوا اسے بھی لال کر دیا گیا

تو آ کے مجھ کو دیکھ تو غبار کے حصار میں

ترے فراق میں عجیب حال کر دیا گیا

وہ زہر ہے فضاؤں میں کہ آدمی کی بات کیا

ہوا کا سانس لینا بھی محال کر دیا گیا

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya

Ahmad Khayal

ghubar-e-abr ban gaya kamal kar diya gaya
hari-bhari ruton ko meri shaal kar diya gaya

qadam qadam pe kasa le ke zindagi thi rah mein
so jo bhi apne pas tha nikal kar diya gaya

main zaKHm zaKHm ho gaya lahu wafa ko ro gaya
laDai chhiD gai to mujh ko Dhaal kar diya gaya

gulab-rut ki dewiyan nagar gulab kar gain
main surKH-ru hua use bhi lal kar diya gaya

tu aa ke mujh ko dekh to ghubar ke hisar mein
tere firaq mein ajib haal kar diya gaya

wo zahr hai fazaon mein ki aadmi ki baat kya
hawa ka sans lena bhi muhaal kar diya gaya

(783) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghubar-e-abr Ban Gaya Kamal Kar Diya Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.