Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی حیرت ہے نہ اس بات کا رونا ہے ہمیں

احمد خیال

کوئی حیرت ہے نہ اس بات کا رونا ہے ہمیں

خاک سے اٹھے ہیں سو خاک ہی ہونا ہے ہمیں

پھر تعلق کے بکھرنے کی شکایت کیسی

جب اسے کانچ کے دھاگوں میں پرونا ہے ہمیں

انگلیوں کی سبھی پوروں سے لہو رستا ہے

اپنے دامن کے یہ کس داغ کو دھونا ہے ہمیں

پھر اتر آئے ہیں پلکوں پہ سسکتے آنسو

پھر کسی شام کے آنچل کو بھگونا ہے ہمیں

یہ جو افلاک کی وسعت میں لیے پھرتی ہے

اس انا نے ہی کسی روز ڈبونا ہے ہمیں

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein

Ahmad Khayal

koi hairat hai na is baat ka rona hai hamein
KHak se uTThe hain so KHak hi hona hai hamein

phir talluq ke bikharne ki shikayat kaisi
jab use kanch ke dhagon mein pirona hai hamein

ungliyon ki sabhi poron se lahu rista hai
apne daman ke ye kis dagh ko dhona hai hamein

phir utar aae hain palkon pe sisakte aansu
phir kisi sham ke aanchal ko bhigona hai hamein

ye jo aflak ki wusat mein liye phirti hai
is ana ne hi kisi roz Dubona hai hamein

(1036) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Hairat Hai Na Is Baat Ka Rona Hai Hamein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.