Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala comes under the Love, Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر صدمات سے آگے نہیں جانے والا

احمد خیال

شہر صدمات سے آگے نہیں جانے والا

میں تری ذات سے آگے نہیں جانے والا

تو بھی اوقات میں رہ مجھ سے جھگڑنے والے

میں بھی اوقات سے آگے نہیں جانے والا

ایسے لگتا ہے مری جان تعلق اپنا

اس ملاقات سے آگے نہیں جانے والا

آج کی رات ہے بس نور کی کرنوں کا جلال

دیپ اس رات سے آگے نہیں جانے والا

میرے کشکول میں ڈال اور ذرا عجز کہ میں

اتنی خیرات سے آگے نہیں جانے والا

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala

Ahmad Khayal

shahr-e-sadmat se aage nahin jaane wala
main teri zat se aage nahin jaane wala

tu bhi auqat mein rah mujh se jhagaDne wale
main bhi auqat se aage nahin jaane wala

aise lagta hai meri jaan talluq apna
is mulaqat se aage nahin jaane wala

aaj ki raat hai bas nur ki kirnon ka jalal
dip is raat se aage nahin jaane wala

mere kashkol mein Dal aur zara ijz ki main
itni KHairaat se aage nahin jaane wala

(896) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr-e-sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.