Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe comes under the category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی خوف سے تشکیل نہیں کرنی مجھے

احمد خیال

زندگی خوف سے تشکیل نہیں کرنی مجھے

رات سے ذات کی تکمیل نہیں کرنی مجھے

کسی درویش کے حجرے سے ابھی آیا ہوں

سو ترے حکم کی تعمیل نہیں کرنی مجھے

چھوڑ دی دشت نوردی بھی زیاں کاری بھی

زندگی اب تری تذلیل نہیں کرنی مجھے

دل کے بازار میں زنجیر زنی ہونی نہیں

آنکھ بھی آنکھ رہے جھیل نہیں کرنی مجھے

میں کہ الحاد کے گرداب میں آیا ہوا ہوں

اب کسی علم کی تحصیل نہیں کرنی مجھے

لڑتے رہنا ہے تسلسل سے مجھے صبح تلک

اور تلوار بھی تبدیل نہیں کرنی مجھے

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe

Ahmad Khayal

zindagi KHauf se tashkil nahin karni mujhe
raat se zat ki takmil nahin karni mujhe

kisi darwesh ke hujre se abhi aaya hun
so tere hukm ki tamil nahin karni mujhe

chhoD di dasht-nawardi bhi ziyan-kari bhi
zindagi ab teri tazlil nahin karni mujhe

dil ke bazar mein zanjir-zani honi nahin
aankh bhi aankh rahe jhil nahin karni mujhe

main ki ilhad ke girdab mein aaya hua hun
ab kisi ilm ki tahsil nahin karni mujhe

laDte rahna hai tasalsul se mujhe subh talak
aur talwar bhi tabdil nahin karni mujhe

(856) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi KHauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.