Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi, Urdu Ghazal By Ahmad Merathi

Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Merathi. Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں اشک بھی ہیں مرے لب پہ آہ بھی

احمد میرٹھی

آنکھوں میں اشک بھی ہیں مرے لب پہ آہ بھی

دشوار کس قدر ہے محبت کی راہ بھی

غم ہے ہمیں تو یہ ہے زمانے کے ساتھ ساتھ

تم بھی بدل رہے ہو تمہاری نگاہ بھی

وہ آشنائے لفظ وفا تک نہ ہو سکے

لفظ وفا پہ ہو گئے ہم تو تباہ بھی

ترک تعلقات بصد شوق کیجئے

لیکن کچھ اس طرح کہ رہے رسم و راہ بھی

اس دور آگہی میں ترقی کے باوجود

آساں نہیں حیات سے کرنا نباہ بھی

احمد میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi

Ahmad Merathi

aankhon mein ashk bhi hain mere lab pe aah bhi
dushwar kis qadar hai mohabbat ki rah bhi

gham hai hamein to ye hai zamane ke sath sath
tum bhi badal rahe ho tumhaari nigah bhi

wo aashna-e-lafz-e-wafa tak na ho sake
lafz-e-wafa pe ho gae hum to tabah bhi

tark-e-talluqat ba-sad-shauq kijiye
lekin kuchh is tarah ki rahe rasm-o-rah bhi

is daur-e-agahi mein taraqqi ke bawajud
aasan nahin hayat se karna nibah bhi

(579) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi written by Ahmad Merathi at UrduPoint. Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi is one of the masterpieces written by Ahmad Merathi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Merathi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Merathi' above.

Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein Ashk Bhi Hain Mere Lab Pe Aah Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.