Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai, Urdu Ghazal By Ahmad Merathi

Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Merathi. Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر خواب کی جب الٹی تعبیر نظر آئی

احمد میرٹھی

ہر خواب کی جب الٹی تعبیر نظر آئی

تخریب کے پہلو میں تعمیر نظر آئی

تنہائی میں جب گزرے تخئیل کی راہوں سے

تا حد نظر اوس کی تصویر نظر آئی

اس حسن مجسم کی معصوم نگاہوں میں

دنیائے محبت کی تفسیر نظر آئی

اس عالم ہستی میں آلام و مسرت کی

ہر شخص کے پیروں میں زنجیر نظر آئی

جس راہ سے گزرے ہیں ہر ایک نفس ہم کو

تدبیر سے وابستہ تقدیر نظر آئی

دل بجھنے لگا جب سے دھندلے ہوئے آئینے

موہوم زمانے کی تصویر نظر آئی

احمد میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai

Ahmad Merathi

har KHwab ki jab ulTi tabir nazar aai
taKHrib ke pahlu mein tamir nazar aai

tanhai mein jab guzre taKHil ki rahon se
ta-hadd-e-nazar us ki taswir nazar aai

us husn-e-mujassam ki masum nigahon mein
duniya-e-mohabbat ki tafsir nazar aai

is aalam-e-hasti mein aalam-o-masarrat ki
har shaKHs ke pairon mein zanjir nazar aai

jis rah se guzre hain har ek nafas hum ko
tadbir se wabasta taqdir nazar aai

dil bujhne laga jab se dhundle hue aaine
mauhum zamane ki taswir nazar aai

(387) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai written by Ahmad Merathi at UrduPoint. Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai is one of the masterpieces written by Ahmad Merathi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Merathi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Merathi' above.

Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har KHwab Ki Jab UlTi Tabir Nazar Aai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.