Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha, Urdu Ghazal By Ahmad Muneeb

Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Muneeb. Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہاتھوں میں جب جام نہیں تھا

احمد منیب

ہاتھوں میں جب جام نہیں تھا

شعر سنانا عام نہیں تھا

ہم نے بھی تب عشق کیا جب

کرنے کو کچھ کام نہیں تھا

وہ بھی تھی اک عام سی لڑکی

اپنا بھی تب نام نہیں تھا

ایک زمانہ وہ بھی تھا جب

مندر میں کوئی رام نہیں تھا

میں نے اک نگری میں دیکھا

خاص تھا سب کچھ عام نہیں تھا

یہ تو جنون عشق ہے ورنہ

اتنا میں نا کام نہیں تھا

میں نے مرنا بہتر سمجھا

دنیا میں آرام نہیں تھا

احمد منیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha

Ahmad Muneeb

hathon mein jab jam nahin tha
sher sunana aam nahin tha

hum ne bhi tab ishq kiya jab
karne ko kuchh kaam nahin tha

wo bhi thi ek aam si laDki
apna bhi tab nam nahin tha

ek zamana wo bhi tha jab
mandir mein koi ram nahin tha

main ne ek nagri mein dekha
KHas tha sab kuchh aam nahin tha

ye to junun-e-ishq hai warna
itna main na-kaam nahin tha

main ne marna behtar samjha
duniya mein aaram nahin tha

(840) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha written by Ahmad Muneeb at UrduPoint. Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha is one of the masterpieces written by Ahmad Muneeb. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Muneeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Muneeb' above.

Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hathon Mein Jab Jam Nahin Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.