Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad, Urdu Ghazal By Ahmad Muneeb

Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Muneeb. Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صبح سے تھوڑا ادھر اور گئی رات کے بعد

احمد منیب

صبح سے تھوڑا ادھر اور گئی رات کے بعد

لوٹ آیا ہوں درختوں سے ملاقات کے بعد

عشق میں رنگ نہیں نسل نہیں شجرہ نہیں

اس کا آغاز ہے ان سب کے مضافات کے بعد

ابر برسے تو کھل اٹھتی ہے زمیں کی خوشبو

خوشیاں ملتی ہیں ہمیشہ کئی صدمات کے بعد

لطف ہے مانگنے میں اس لئے ہم مانگتے ہیں

ہم کو مطلب نہیں کیا ہوگا مناجات کے بعد

بات حیرت کی تو یہ ہے کے بدل جاتی ہے

میری اوقات ترے ہجر کے اوقات کے بعد

احمد منیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad

Ahmad Muneeb

subh se thoDa idhar aur gai raat ke baad
lauT aaya hun daraKHton se mulaqat ke baad

ishq mein rang nahin nasl nahin shajra nahin
us ka aaghaz hai in sab ke mazafat ke baad

abr barse to khil uThti hai zamin ki KHushbu
KHushiyan milti hain hamesha kai sadmat ke baad

lutf hai mangne mein is liye hum mangte hain
hum ko matlab nahin kya hoga munajat ke baad

baat hairat ki to ye hai ke badal jati hai
meri auqat tere hijr ke auqat ke baad

(842) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad written by Ahmad Muneeb at UrduPoint. Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad is one of the masterpieces written by Ahmad Muneeb. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Muneeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Muneeb' above.

Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Subh Se ThoDa Idhar Aur Gai Raat Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.