Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha, Urdu Ghazal By Ahmad Shahid Khan

Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Shahid Khan. Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب تک غبار راہ مرا ہم سفر رہا

احمد شاہد خاں

جب تک غبار راہ مرا ہم سفر رہا

رستہ تو تھا طویل مگر مختصر رہا

ہر چند ہو گیا ہے ثریا سے بھی بلند

لیکن شجر جفا کا سدا بے ثمر رہا

اہل جنوں نے توڑ دیئے وہ حصار بھی

ہوش و خرد کا تیشہ جہاں بے ضرر رہا

یہ مے کدہ ہے جائے عبادت ہے رند کی

دنیا کا ہر فریب یہاں بے اثر رہا

فصل خزاں میں اس کا کوئی تذکرہ نہیں

صدیوں تلک بہار کا جو راہ بر رہا

احمد شاہد خاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha

Ahmad Shahid Khan

jab tak ghubar-e-rah mera ham-safar raha
rasta to tha tawil magar muKHtasar raha

har chand ho gaya hai surayya se bhi buland
lekin shajar jafa ka sada be samar raha

ahl-e-junun ne toD diye wo hisar bhi
hosh-o-KHirad ka tesha jahan be-zarar raha

ye mai-kada hai jae ibaadat hai rind ki
duniya ka har fareb yahan be asar raha

fasl-e-KHizan mein is ka koi tazkira nahin
sadiyon talak bahaar ka jo rahbar raha

(545) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha written by Ahmad Shahid Khan at UrduPoint. Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha is one of the masterpieces written by Ahmad Shahid Khan. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Shahid Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Shahid Khan' above.

Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Tak Ghubar-e-rah Mera Ham-safar Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.