Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Ahmad Sidiqi

Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Sidiqi. Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ادھر دیکھتے ہیں ادھر دیکھتے ہیں

احمد صدیقی

ادھر دیکھتے ہیں ادھر دیکھتے ہیں

ہمیشہ تری رہ گزر دیکھتے ہیں

سفر ہی نہیں ختم ہوتا ہمارا

مصیبت میں ہم اپنا گھر دیکھتے ہیں

اگرچہ ہمارا نتیجہ نہ نکلا

مگر فیل ہونے کا ڈر دیکھتے ہیں

برستا رہا رات بھر گھر میں پانی

خدا تیری رحمت کا در دیکھتے ہیں

ہنسی مجھ کو آتی ہے تیری ہنسی پر

اخوت کو زیر و زبر دیکھتے ہیں

تمہاری محبت جو حاصل ہوئی ہے

دعاؤں کا اس میں اثر دیکھتے ہیں

سمندر کی لہریں سناتی ہیں احمدؔ

تہہ آب لعل و گہر دیکھتے ہیں

احمد صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain

Ahmad Sidiqi

idhar dekhte hain udhar dekhte hain
hamesha teri rahguzar dekhte hain

safar hi nahin KHatm hota hamara
musibat main hum apna ghar dekhte hain

agarche hamara natija na nikla
magar fail hone ka Dar dekhte hain

barasta raha raat bhar ghar mein pani
KHuda teri rahmat ka dar dekhte hain

hansi mujh ko aati hai teri hansi par
uKHuwwat ko zer-o-zabar dekhte hain

tumhaari mohabbat jo hasil hui hai
duaon ka is mein asar dekhte hain

samundar ki lahren sunati hain 'ahmad'
tah-e-ab lal-o-guhar dekhte hain

(1405) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain written by Ahmad Sidiqi at UrduPoint. Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Ahmad Sidiqi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Sidiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Sidiqi' above.

Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Idhar Dekhte Hain Udhar Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.