Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar, Urdu Ghazal By Ahmad Sidiqi

Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Sidiqi. Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات گزری ہے در بدر ہو کر

احمد صدیقی

رات گزری ہے در بدر ہو کر

زندگی تجھ سے بے خبر ہو کر

معاف کرنا مرے گناہوں کو

خلد جانا ہے بے خطر ہو کر

شرط اول ہے خانۂ دل کا

پاؤں رکھنا ہے معتبر ہو کر

تجھ سے ملنے کی ایک حسرت ہے

کب گزرنا ہے میرے گھر ہو کر

ان سے چلنے کی ضد کرو احمدؔ

نقش چوموں گا رہ گزر ہو کر

احمد صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar

Ahmad Sidiqi

raat guzri hai dar-ba-dar ho kar
zindagi tujh se be-KHabar ho kar

muaf karna mere gunahon ko
KHuld jaana hai be-KHatar ho kar

shart-e-awwal hai KHana-e-dil ka
panw rakhna hai mo'atabar ho kar

tujh se malne ki ek hasrat hai
kab guzarna hai mere ghar ho kar

un se chalne ki zid karo 'ahmad'
naqsh chumunga rah guzar ho kar

(810) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar written by Ahmad Sidiqi at UrduPoint. Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar is one of the masterpieces written by Ahmad Sidiqi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Sidiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Sidiqi' above.

Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat Guzri Hai Dar-ba-dar Ho Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.