Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use, Urdu Ghazal By Ahmad Tariq

Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Tariq. Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درکار تھا قرار بلانا پڑا اسے

احمد طارق

درکار تھا قرار بلانا پڑا اسے

آواز دی تو لوٹ کے آنا پڑا اسے

میں کون ہوں کہاں سے ہوں اور کس کا پیار ہوں

بھولا ہوا تھا مجھ کو بتانا پڑا اسے

جاتے ہوئے سبھی سے ملایا تھا اس نے ہاتھ

اور سب میں میں بھی تھا سو ملانا پڑا اسے

میری سبھی دعاؤں کا محور وہی تو تھا

نا چاہتے ہوئے بھی بھلانا پڑا اسے

احمدؔ اسے بتاتا رہا ہجر موت ہے

مانا نہیں تو مر کے دکھانا پڑا اسے

احمد طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use

Ahmad Tariq

darkar tha qarar bulana paDa use
aawaz di to lauT ke aana paDa use

main kaun hun kahan se hun aur kis ka pyar hun
bhula hua tha mujh ko batana paDa use

jate hue sabhi se milaya tha us ne hath
aur sab mein main bhi tha so milana paDa use

meri sabhi duaon ka mehwar wahi to tha
na chahte hue bhi bhulana paDa use

'ahmad' use batata raha hijr maut hai
mana nahin to mar ke dikhana paDa use

(797) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use written by Ahmad Tariq at UrduPoint. Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use is one of the masterpieces written by Ahmad Tariq. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Tariq' above.

Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use is a widely read Urdu Ghazal. If you like Darkar Tha Qarar Bulana PaDa Use, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.