Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle, Urdu Ghazal By Ahmad Waqas

Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Waqas. Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ازل کی ابتدا ہونے سے پہلے

احمد وقاص

ازل کی ابتدا ہونے سے پہلے

کہاں تھا تو مرا ہونے سے پہلے

یہ اسرار زماں کھلتے نہیں تھے

ہمارا مسئلہ ہونے سے پہلے

مرے دل میں سکونت کر رہی تھی

محبت جا بجا ہونے سے پہلے

ادا کر ہی لیا ہم نے بالآخر

وہ اک سجدہ قضا ہونے سے پہلے

وہ لمحہ جو گزارا ہے ترے ساتھ

پرانا تھا نیا ہونے سے پہلے

احمد وقاص

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle

Ahmad Waqas

azal ki ibtida hone se pahle
kahan tha tu mera hone se pahle

ye asrar-e-zaman khulte nahin the
hamara masala hone se pahle

mere dil mein sukunat kar rahi thi
mohabbat ja-ba-ja hone se pahle

ada kar hi liya hum ne bil-aKHir
wo ek sajda qaza hone se pahle

wo lamha jo guzara hai tere sath
purana tha naya hone se pahle

(680) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle written by Ahmad Waqas at UrduPoint. Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle is one of the masterpieces written by Ahmad Waqas. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Waqas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Waqas' above.

Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Azal Ki Ibtida Hone Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.