Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke, Urdu Ghazal By Ahmad Wasi

Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Wasi. Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گہرائیوں سے مجھ کو کسی نے نکال کے

احمد وصی

گہرائیوں سے مجھ کو کسی نے نکال کے

پھینکا ہے آسمان کی جانب اچھال کے

میں نے زمیں کو ناپ لیا آسمان تک

نظروں میں فاصلے ہیں عروج و زوال کے

چہرے ہر اک سے پوچھ رہے ہیں کوئی جواب

شعلوں پہ کچھ نشان لگے ہیں سوال کے

لوگ میں اب وہ چرب زبانی نہیں رہی

یا ہجر میں اداس ہیں قصے وصال کے

ہر شخص سے ملا ہوں بڑی احتیاط سے

ہر شخصیت کو میں نے پڑھا ہے سنبھال کے

اب شاعری سے صرف ہے لفظوں کا واسطہ

رشتے تمام ہو گئے فکر و خیال کے

احمد وصی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke

Ahmad Wasi

gahraiyon se mujh ko kisi ne nikal ke
phenka hai aasman ki jaanib uchhaal ke

main ne zamin ko nap liya aasman tak
nazron mein fasle hain uruj-o-zawal ke

chehre har ek se puchh rahe hain koi jawab
shoalon pe kuchh nishan lage hain sawal ke

log mein ab wo charb-zabani nahin rahi
ya hijr mein udas hain qisse visal ke

har shaKHs se mila hun baDi ehtiyat se
har shaKHsiyyat ko main ne paDha hai sambhaal ke

ab shairi se sirf hai lafzon ka wasta
rishte tamam ho gae fikr-o-KHayal ke

(921) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke written by Ahmad Wasi at UrduPoint. Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke is one of the masterpieces written by Ahmad Wasi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Wasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Wasi' above.

Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gahraiyon Se Mujhko Kisi Ne Nikal Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.