Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya, Urdu Ghazal By Ahmad Ziya

Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ziya. Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذرا سکون بھی صحرا کے پیار نے نہ دیا

احمد ضیا

ذرا سکون بھی صحرا کے پیار نے نہ دیا

مسافروں کو ہوا نے پکارنے نہ دیا

تجھے بھی دے نہ سکے چین وہ گلاب کے پھول

مجھے بھی اذن تبسم بہار نے نہ دیا

نہ جانے کتنے مراحل کے بعد پایا تھا

وہ ایک لمحہ جو تو نے گزارنے نہ دیا

کہاں گئے وہ جو آباد تھے خرابے میں

پتا کسی کا دل بے قرار نے نہ دیا

میں آپ اپنے لیے دشمنوں سے بڑھ کر تھا

ضیاؔ یہ دل تھا مرا جس نے ہارنے نہ دیا

احمد ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya

Ahmad Ziya

zara sukun bhi sahra ke pyar ne na diya
musafiron ko hawa ne pukarne na diya

tujhe bhi de na sake chain wo gulab ke phul
mujhe bhi izn-e-tabassum bahaar ne na diya

na jaane kitne marahil ke baad paya tha
wo ek lamha jo tu ne guzarne na diya

kahan gae wo jo aabaad the KHarabe mein
pata kisi ka dil-e-be-qarar ne na diya

main aap-apne liye dushmanon se baDh kar tha
'ziya' ye dil tha mera jis ne haarne na diya

(685) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya written by Ahmad Ziya at UrduPoint. Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya is one of the masterpieces written by Ahmad Ziya. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ziya' above.

Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zara Sukun Bhi Sahra Ke Pyar Ne Na Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.