Shahar-e-gham-alud Mein, Urdu Nazam By Ahmed Sohail

Shahar-e-gham-alud Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ahmed Sohail. Shahar-e-gham-alud Mein comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Shahar-e-gham-alud Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر غم آلود میں

احمد سہیل

اس گلاب کو بھی دفنا دو

خزاں کے سوکھے پتوں پر گلاب جل کے نوحوں کی افسردہ بارش

میں کافور میں بسے جسم کو زمین کا پیوند بنا چکا ہوں

جس پر مٹے تھے اس نے ہی ہمیں مٹا دیا

سوکھے پتوں پر چلنے والے قدموں کے نشان نہیں ہوتے

سانسوں اور آنکھوں کی کہانیاں دھند میں گم کہیں بھٹکتی روتی ہیں

شہر غم آلود میں

کیا تم نے خوابوں کے گھر کو مسمار اور اجڑتے دیکھا ہے

احمد سہیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahar-e-gham-alud Mein

Ahmed Sohail

us gulab ko bhi dafna do
KHizan ke sukhe patton par gulab jal ke nauhon ki afsurda barish
main kafur mein base jism ko zamin ka paiwand bana chuka hun
jis par miTe the us ne hi hamein miTa diya
sukhe patton par chalne wale qadmon ke nishan nahin hote
sanson aur aankhon ki kahaniyan dhund mein gum kahin bhaTakti roti hain
shahr-e-gham-alud mein
kya tum ne KHwabon ke ghar ko mismar aur ujaDte dekha hai

(660) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahar-e-gham-alud Mein written by Ahmed Sohail at UrduPoint. Shahar-e-gham-alud Mein is one of the masterpieces written by Ahmed Sohail. You can also find the complete poetry collection of Ahmed Sohail by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmed Sohail' above.

Shahar-e-gham-alud Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Shahar-e-gham-alud Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.