Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai, Urdu Ghazal By Ahsan Gulfam

Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Gulfam. Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسے ہی نہیں اتنی یہ شوقین ہوئی ہے

احسن گلفام

ایسے ہی نہیں اتنی یہ شوقین ہوئی ہے

تحریر مری خون سے رنگین ہوئی ہے

اے عقل گنہ گار تری بات میں آ کر

شہر دل جذبات کی توہین ہوئی ہے

گزرے گی قیامت ابھی اک سمت گماں سے

آنکھوں کو کھلا رکھنے کی تلقین ہوئی ہے

اس شہر دل آزار کے ہر کوچے گلی میں

خوابوں کی بڑی دھوم سے تدفین ہوئی ہے

اٹھتا ہے دیوانوں کا یہاں روز جنازہ

اے ارض وطن تو بھی فلسطین ہوئی ہے

ہوں اس لیے گلفامؔ شگفتہ میں گلوں سے

کانٹوں سے مرے حسن کی تزئین ہوئی ہے

احسن گلفام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai

Ahsan Gulfam

aise hi nahin itni ye shauqin hui hai
tahrir meri KHun se rangin hui hai

ai aql-e-gunahgar teri baat mein aa kar
shahar-e-dil-e-jazbaat ki tauhin hui hai

guzregi qayamat abhi ek samt guman se
aankhon ko khula rakhne ki talqin hui hai

is shahr-e-dil-azar ke har kuche gali mein
KHwabon ki baDi dhum se tadfin hui hai

uThta hai diwanon ka yahan roz janaza
ai arz-e-watan tu bhi filistin hui hai

hun is liye 'gulfam' shagufta main gulon se
kanTon se mere husn ki tazin hui hai

(1135) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai written by Ahsan Gulfam at UrduPoint. Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai is one of the masterpieces written by Ahsan Gulfam. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Gulfam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Gulfam' above.

Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aise Hi Nahin Itni Ye Shauqin Hui Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.