Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai, Urdu Ghazal By Ahsan Yusuf Zai

Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Yusuf Zai. Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لہر سے لہر کا ناتا کیا ہے

احسن یوسف زئی

لہر سے لہر کا ناتا کیا ہے

مجھ پہ الزام پھر آتا کیا ہے

بولتی آنکھ میں بلور کی روح

سنگ آواز اٹھاتا کیا ہے

روز و شب بیچ دیے ہیں میں نے

اس بلندی سے گراتا کیا ہے

لاکھوں برسوں کے سفر سے حاصل

دیکھنا کیا ہے دکھاتا کیا ہے

تیر اندھے ہیں شکاری اندھا

کھیل ہے کھیل میں جاتا کیا ہے

احسن یوسف زئی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai

Ahsan Yusuf Zai

lahar se lahar ka nata kya hai
mujh pe ilzam phir aata kya hai

bolti aankh mein billor ki ruh
sang-e-awaz uThata kya hai

roz o shab bech diye hain main ne
is bulandi se giraata kya hai

lakhon barson ke safar se hasil
dekhna kya hai dikhata kya hai

tir andhe hain shikari andha
khel hai khel mein jata kya hai

(849) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai written by Ahsan Yusuf Zai at UrduPoint. Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai is one of the masterpieces written by Ahsan Yusuf Zai. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Yusuf Zai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Yusuf Zai' above.

Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.