Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein, Urdu Ghazal By Ain Salam

Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ain Salam. Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس خوشی کی طلب نہیں دل میں

عین سلام

کس خوشی کی طلب نہیں دل میں

درد کچھ بے سبب نہیں دل میں

آپ کا انتظار ہے پھر بھی

بیکلی گو کہ اب نہیں دل میں

غم دوراں کا ہو ہرا ورنہ

آپ کی یاد کب نہیں دل میں

جانے کیا گل کھلائے شام بہار

حسرت زلف و لب نہیں دل میں

کون سی ہے وہ آرزو کہ سلامؔ

آج بھی تشنہ لب نہیں دل میں

عین سلام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein

Ain Salam

kis KHushi ki talab nahin dil mein
dard kuchh be-sabab nahin dil mein

aap ka intizar hai phir bhi
bekali go ki ab nahin dil mein

gham-e-dauran ka ho hara warna
aap ki yaad kab nahin dil mein

jaane kya gul khilae sham-e-bahaar
hasrat-e-zulf-o-lab nahin dil mein

kaun si hai wo aarzu ki 'salam'
aaj bhi tishna-lab nahin dil mein

(740) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein written by Ain Salam at UrduPoint. Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein is one of the masterpieces written by Ain Salam. You can also find the complete poetry collection of Ain Salam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ain Salam' above.

Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis KHushi Ki Talab Nahin Dil Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.