Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye, Urdu Ghazal By Ain Salam

Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ain Salam. Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ تیرگی کے لئے ہوں نہ روشنی کے لئے

عین سلام

نہ تیرگی کے لئے ہوں نہ روشنی کے لئے

ستارۂ سحری ہوں میں زندگی کے لئے

یہ کون وقت کی صورت مجھے بدلتا ہے

یہ کیا کسی کے لئے کچھ ہوں کچھ کسی کے لئے

سراب خواب کی تعبیر جوئے آب سہی

میں سوچتا ہوں مگر دشت تشنگی کے لئے

وہ مطمئن ہوں گماں کو یقیں سمجھتا ہوں

یقیں کہ خود نہیں کچھ کم جو گمرہی کے لئے

کہیں وہ میری طرح میرا آشنا ہی نہ ہو

ہزار خواب بنوں میں جس اجنبی کے لئے

وہ آسماں ہو کہ صحرا وجود ہو کہ عدم

فضا بنی ہے یہ کس شرح خامشی کے لئے

عین سلام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye

Ain Salam

na tirgi ke liye hun na raushni ke liye
sitara-e-sahari hun main zindagi ke liye

ye kaun waqt ki surat mujhe badalta hai
ye kya kisi ke liye kuchh hun kuchh kisi ke liye

sarab-e-KHwab ki tabir ju-e-ab sahi
main sochta hun magar dasht-e-tishnagi ke liye

wo mutmain hun guman ko yaqin samajhta hun
yaqin ki KHud nahin kuchh kam jo gumrahi ke liye

kahin wo meri tarah mera aashna hi na ho
hazar KHwab bunun main jis ajnabi ke liye

wo aasman ho ki sahra wajud ho ki adam
faza bani hai ye kis sharh-e-KHamushi ke liye

(738) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye written by Ain Salam at UrduPoint. Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye is one of the masterpieces written by Ain Salam. You can also find the complete poetry collection of Ain Salam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ain Salam' above.

Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Tirgi Ke Liye Hun Na Raushni Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.