Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna, Urdu Ghazal By Ajmal Ajmali

Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ajmal Ajmali. Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دو پل کے ہیں یہ سب مہ و اختر نہ بھولنا

اجمل اجملی

دو پل کے ہیں یہ سب مہ و اختر نہ بھولنا

سورج غروب ہونے کا منظر نہ بھولنا

کتنی طویل کیوں نہ ہو باطل کی زندگی

ہر رات کا ہے صبح مقدر نہ بھولنا

یادوں کے پھول گھر سے اٹھا کر چلے تو ہو

دیکھو انہیں کسی جگہ رکھ کر نہ بھولنا

ماں نے لکھا ہے خط میں جہاں جاؤ خوش رہو

مجھ کو بھلے نہ یاد کرو گھر نہ بھولنا

حق پر اگر چلو گے تو ہر آڑے وقت میں

تم کو پناہ دے گی یہ چادر نہ بھولنا

اجمل اجملی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna

Ajmal Ajmali

do pal ke hain ye sab mah o aKHtar na bhulna
suraj ghurub hone ka manzar na bhulna

kitni tawil kyun na ho baatil ki zindagi
har raat ka hai subh muqaddar na bhulna

yaadon ke phul ghar se uTha kar chale to ho
dekho inhen kisi jagah rakh kar na bhulna

man ne likha hai KHat mein jahan jao KHush raho
mujh ko bhale na yaad karo ghar na bhulna

haq par agar chaloge to har aaDe waqt mein
tum ko panah degi ye chadar na bhulna

(683) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna written by Ajmal Ajmali at UrduPoint. Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna is one of the masterpieces written by Ajmal Ajmali. You can also find the complete poetry collection of Ajmal Ajmali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ajmal Ajmali' above.

Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O AKHtar Na Bhulna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.