Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya, Urdu Ghazal By Akhtar Ali Akhtar

Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Ali Akhtar. Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کی آرزو تھی درد درد بے دوا پایا

اختر علی اختر

دل کی آرزو تھی درد درد بے دوا پایا

کیا سوال تھا میرا اور کیا جواب ان کا

عشق کی لطافت کو خاک طور کیا جانے

مجھ پہ تھی نظر ان کی مجھ سے تھا خطاب ان کا

عالم تمنا ہے خواب کا سا اک عالم

شوق نا تمام اپنا عشوہ کامیاب ان کا

کم نہ تھی قیامت سے صبح آفرینش بھی

میری مضطرب نظریں اور انتخاب ان کا

اختر علی اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya

Akhtar Ali Akhtar

dil ki aarzu thi dard dard-e-be-dawa paya
kya sawal tha mera aur kya jawab un ka

ishq ki latafat ko KHak-e-tur kya jaane
mujh pe thi nazar un ki mujh se tha KHitab un ka

aalam-e-tamanna hai KHwab ka sa ek aalam
shauq-e-na-tamam apna ishwa kaamyab un ka

kam na thi qayamat se subh-e-afrinash bhi
meri muztarib nazren aur intiKHab un ka

(1297) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya written by Akhtar Ali Akhtar at UrduPoint. Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya is one of the masterpieces written by Akhtar Ali Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Ali Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Ali Akhtar' above.

Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ki Aarzu Thi Dard Dard-e-be-dawa Paya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.