Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain, Urdu Ghazal By Akhtar Ali Akhtar

Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Ali Akhtar. Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل و جاں ہم نثار کرتے ہیں

اختر علی اختر

دل و جاں ہم نثار کرتے ہیں

وہ نگاہوں سے وار کرتے ہیں

حال دل جب انہیں سناتا ہوں

آنکھ وہ اشک بار کرتے ہیں

ہم نے ان سے کبھی گلہ نہ کیا

وہ تو شکوے ہزار کرتے ہیں

آ بھی جاؤ کہ تاب ضبط نہیں

ہر گھڑی انتظار کرتے ہیں

آنکھ ان سے لڑی ہے جب اخترؔ

گل و بلبل سا پیار کرتے ہیں

اختر علی اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain

Akhtar Ali Akhtar

dil-o-jaan hum nisar karte hain
wo nigahon se war karte hain

haal-e-dil jab unhen sunata hun
aankh wo ashk-bar karte hain

hum ne un se kabhi gila na kiya
wo to shikwe hazar karte hain

aa bhi jao ki tab-e-zabt nahin
har ghaDi intizar karte hain

aankh un se laDi hai jab 'aKHtar'
gul-o-bulbul sa pyar karte hain

(769) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain written by Akhtar Ali Akhtar at UrduPoint. Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain is one of the masterpieces written by Akhtar Ali Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Ali Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Ali Akhtar' above.

Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil-o-jaan Hum Nisar Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.