Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai, Urdu Ghazal By Akhtar Ali Akhtar

Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Ali Akhtar. Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اجالوں کی نمائش ہو رہی ہے

اختر علی اختر

اجالوں کی نمائش ہو رہی ہے

اندھیروں سے بھی سازش ہو رہی ہے

کوئی منصف نہیں شاید میسر

ستم گر سے جو نالش ہو رہی ہے

وہ مانے یا نہ مانے اس کی مرضی

منانے کی تو کاوش ہو رہی ہے

ستم گر سے کوئی پوچھے تو اتنا

یہ مجھ پر کیوں نوازش ہو رہی ہے

ادب کی روک کر تعمیر خود ہی

ترقی کی گزارش ہو رہی ہے

ہیں چرچے علم کے ہر اک زباں پر

مگر کمزور دانش ہو رہی ہے

نہیں اخلاص نیت اور اخترؔ

عبادت کی نمائش ہو رہی ہے

اختر علی اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai

Akhtar Ali Akhtar

ujalon ki numaish ho rahi hai
andheron se bhi sazish ho rahi hai

koi munsif nahin shayad mayassar
sitamgar se jo nalish ho rahi hai

wo mane ya na mane us ki marzi
manane ki to kawish ho rahi hai

sitamgar se koi puchhe to itna
ye mujh par kyon nawazish ho rahi hai

adab ki rok kar tamir KHud hi
taraqqi ki guzarish ho rahi hai

hain charche ilm ke har ek zaban par
magar kamzor danish ho rahi hai

nahin iKHlas-e-niyyat aur 'aKHtar'
ibaadat ki numaish ho rahi hai

(709) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai written by Akhtar Ali Akhtar at UrduPoint. Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai is one of the masterpieces written by Akhtar Ali Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Ali Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Ali Akhtar' above.

Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ujalon Ki Numaish Ho Rahi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.