Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar, Urdu Ghazal By Akhtar Ansari Akbarabadi

Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Ansari Akbarabadi. Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ندیم باغ میں جوش نمو کی بات نہ کر

اختر انصاری اکبرآبادی

ندیم باغ میں جوش نمو کی بات نہ کر

بہار آ تو گئی رنگ و بو کی بات نہ کر

عجیب بھول بھلیاں ہے شاہراہ حیات

بھٹکنے والے یہاں جستجو کی بات نہ کر

تباہ کر نہ مذاق جنوں کی خودداری

دل تباہ کسی تند خو کی بات نہ کر

خود اپنے طرز عمل کو سنوار اور سنوار

مرے رفیق طریق عدو کی بات نہ کر

گریز حسن کو انداز حسن کہتے ہیں

نظر سے دیکھ مگر خوبرو کی بات نہ کر

یہ برق حسن جلاتی تو ہے مگر ناصح

وہ اور شے ہے مرے شعلہ خو کی بات نہ کر

یہ میکدے کی فضا کہہ رہی ہے اے اخترؔ

کہ تشنگی میں بھی جام و سبو کی بات نہ کر

اختر انصاری اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar

Akhtar Ansari Akbarabadi

nadim bagh mein josh-e-numu ki baat na kar
bahaar aa to gai rang-o-bu ki baat na kar

ajib bhul-bhulayyan hai shahrah-e-hayat
bhaTakne wale yahan justuju ki baat na kar

tabah kar na mazaq-e-junun ki KHuddari
dil-e-tabah kisi tund-KHu ki baat na kar

KHud apne tarz-e-amal ko sanwar aur sanwar
mere rafiq tariq-e-adu ki baat na kar

gurez-e-husn ko andaz-e-husn kahte hain
nazar se dekh magar KHub-ru ki baat na kar

ye barq-e-husn jalati to hai magar naseh
wo aur shai hai mere shoala-KHu ki baat na kar

ye mai-kade ki faza kah rahi hai ai 'aKHtar'
ki tishnagi mein bhi jam-o-subu ki baat na kar

(700) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Akhtar Ansari Akbarabadi Poetry

کوشش پیہم کو سعیٔ رائیگاں کہتے رہو

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Koshish-e-paiham Ko Sai-e-raegan Kahte Raho

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

شراب آئے تو کیف و اثر کی بات کرو

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Sharab Aae To Kaif-o-asar Ki Baat Karo

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

یہی ہیں یادگار غنچہ و گل اس زمانے میں

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Yahi Hain Yaadgar-e-ghuncha-o-gul Is Zamane Mein

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

ظلم سہتے رہے شکر کرتے رہے آئی لب تک نہ یہ داستاں آج تک

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

چپ رہو تو پوچھتا ہے خیر ہے (ردیف .. ی)

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Chup Raho To Puchhta Hai Khair Hai

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

ظلم سہتے رہے شکر کرتے رہے آئی لب تک نہ یہ داستاں آج تک

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

کیفیت کیا تھی یہاں عالم غم سے پہلے

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Kaifiyat Kya Thi Yahan Aalam-e-gham Se Pahle

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

لٹاؤ جان تو بنتی ہے بات کس نے کہا

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Lutao Jaan To Banti Hai Baat Kis Ne Kaha

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

You can read Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar written by Akhtar Ansari Akbarabadi at UrduPoint. Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar is one of the masterpieces written by Akhtar Ansari Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Ansari Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Ansari Akbarabadi' above.

Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nadim Bagh Mein Josh-e-numu Ki Baat Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.