Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain, Urdu Ghazal By Akhtar Ansari Akbarabadi

Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Ansari Akbarabadi. Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ںہ جانے قافلے پوشیدہ کس غبار میں ہیں

اختر انصاری اکبرآبادی

نہ جانے قافلے پوشیدہ کس غبار میں ہیں

کہ منزلوں کے چراغ اب تک انتظار میں ہیں

بچا بچا کے گزرنا ہے دامن ہستی

شریک خار بھی کچھ جشن نو بہار میں ہیں

کسی جدید تلاطم کا انتظار نہ ہو

سنا تو ہے کہ سفینے ابھی قرار میں ہیں

پکارتے ہیں کہ دوڑو گزر نہ جائے یہ دور

چراغ بجھتے ہوئے سے جو رہ گزار میں ہیں

ابھی تو دور ہے منزل یہ قافلوں کے ہجوم

ابھی تو مرحلۂ جبر و اختیار میں ہیں

ابھی بہار نے سیکھی کہاں ہے دل جوئی

ہزار داغ ابھی قلب لالہ زار میں ہیں

نکھر نکھر کے جو مسموم کر رہے ہیں فضا

کچھ ایسے پھول بھی اخترؔ نئی بہار میں ہیں

اختر انصاری اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain

Akhtar Ansari Akbarabadi

na jaane qafile poshida kis ghubar mein hain
ki manzilon ke charagh ab tak intizar mein hain

bacha bacha ke guzarna hai daman-e-hasti
sharik-e-KHar bhi kuchh jashn-e-nau-bahaar mein hain

kisi jadid talatum ka intizar na ho
suna to hai ki safine abhi qarar mein hain

pukarte hain ki dauDo guzar na jae ye daur
charagh bujhte hue se jo rahguzar mein hain

abhi to dur hai manzil ye qafilon ke hujum
abhi to marhala-e-jabr-o-iKHtiyar mein hain

abhi bahaar ne sikhi kahan hai dil-jui
hazar dagh abhi qalb-e-lala-zar mein hain

nikhar nikhar ke jo masmum kar rahe hain faza
kuchh aise phul bhi 'aKHtar' nai bahaar mein hain

(702) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Akhtar Ansari Akbarabadi Poetry

شراب آئے تو کیف و اثر کی بات کرو

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Sharab Aae To Kaif-o-asar Ki Baat Karo

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

یہ محبت کی جوانی کا سماں ہے کہ نہیں

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Ye Mohabbat Ki Jawani Ka Saman Hai Ki Nahin

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

نظر سے صفحۂ عالم پہ خونیں داستاں لکھیے

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Nazar Se Safha-e-alam Pe Khunin Dastan Likhiye

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

سہارا دے نہیں سکتے شکستہ پاؤں کو

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Sahaara De Nahin Sakte Shikasta Panw Ko

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

ظلم سہتے رہے شکر کرتے رہے آئی لب تک نہ یہ داستاں آج تک

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

ہم جو لٹے اس شہر میں جا کر دکھ لوگوں کو کیوں پہنچا

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Hum Jo Lute Us Shahr Mein Ja Kar Dukh Logon Ko Kyun Pahuncha

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

رہنے دے یہ طنز کے نشتر اہل جنوں بے باک نہیں

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Rahne De Ye Tanz Ke Nashtar Ahl-e-junun Bebak Nahin

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

ہو کوئی موج طوفاں یا ہوائے تند کا جھونکا

Akhtar Ansari Akbarabadi - اختر انصاری اکبرآبادی

Ho Koi Mauj-e-tufan Ya Hawa-e-tund Ka Jhonka

Akhtar Ansari Akbarabadi Urdu Poetry

You can read Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain written by Akhtar Ansari Akbarabadi at UrduPoint. Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain is one of the masterpieces written by Akhtar Ansari Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Ansari Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Ansari Akbarabadi' above.

Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Jaane Qafile Poshida Kis Ghubar Mein Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.