Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak, Urdu Ghazal By Akhtar Ansari Akbarabadi

Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Ansari Akbarabadi. Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ظلم سہتے رہے شکر کرتے رہے آئی لب تک نہ یہ داستاں آج تک

اختر انصاری اکبرآبادی

ظلم سہتے رہے شکر کرتے رہے آئی لب تک نہ یہ داستاں آج تک

مجھ کو حیرت رہی انجمن میں تری کیوں ہیں خاموش اہل زباں آج تک

عشق محو غم زندگی ہو گیا حسن مدہوش عشوہ طرازی رہا

اہل دل ہوش میں آ چکے ہیں مگر ہے وہی عالم دلبراں آج تک

ایسے گزرے ہیں اہل نظر راہ سے جن کے قدموں سے ذرے منور ہوئے

اور ایسے منور جنہیں دیکھ کر رشک کرتی رہی کہکشاں آج تک

کاروانوں کے رہبر نے راہزن پھر بھی منزل پہ کچھ راہرو آ گئے

وہ نئے کاروانوں کے رہبر بنے جن سے ہے عظمت رہبراں آج تک

مشکلیں آفتیں حادثے سانحے آئے اخترؔ مری راہ میں کس قدر

مجھ کو آگے بڑھاتا رہا ہے مگر میرا دل میرا عزم جواں آج تک

اختر انصاری اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak

Akhtar Ansari Akbarabadi

zulm sahte rahe shukr karte rahe aai lab tak na ye dastan aaj tak
mujh ko hairat rahi anjuman mein teri kyun hain KHamosh ahl-e-zaban aaj tak

ishq mahw-e-gham-e-zindagi ho gaya husn madhosh-e-ishwa-taraazi raha
ahl-e-dil hosh mein aa chuke hain magar hai wahi aalam-e-dil-baran aaj tak

aise guzre hain ahl-e-nazar rah se jin ke qadmon se zarre munawwar hue
aur aise munawwar jinhen dekh kar rashk karti rahi kahkashan aaj tak

karwanon ke rahbar ne rahzan phir bhi manzil pe kuchh rah-rau aa gae
wo nae karwanon ke rahbar bane jin se hai azmat-e-rahbaran aaj tak

mushkilen aafaten hadse sanehe aae 'aKHtar' meri rah mein kis qadar
mujh ko aage baDhata raha hai magar mera dil mera azm-e-jawan aaj tak

(747) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak written by Akhtar Ansari Akbarabadi at UrduPoint. Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak is one of the masterpieces written by Akhtar Ansari Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Ansari Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Ansari Akbarabadi' above.

Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zulm Sahte Rahe Shukr Karte Rahe Aai Lab Tak Na Ye Dastan Aaj Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.