Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein, Urdu Ghazal By Akhtar Azmi

Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Azmi. Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھینک کر سارے خواب پانی میں

اختر اعظمی

پھینک کر سارے خواب پانی میں

دیکھتا ہوں سراب پانی میں

وصل کے بعد یوں لگا جیسے

ہو مرا اضطراب پانی میں

اس نے پھر پھینک دی بغیر پڑھے

میرے دل کی کتاب پانی میں

کوئی اس میں ملا گیا پانی

پھینک دو یہ شراب پانی میں

شام کو لے کے تیرے لب کی شفق

آ گیا آفتاب پانی میں

بے قراری سے بحر کی اخترؔ

آ گیا انقلاب پانی میں

اختر اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein

Akhtar Azmi

phenk kar sare KHwab pani mein
dekhta hun sarab pani mein

wasl ke baad yun laga jaise
ho mera iztirab pani mein

us ne phir phenk di baghair paDhe
mere dil ki kitab pani mein

koi is mein mila gaya pani
phenk do ye sharab pani mein

sham ko le ke tere lab ki shafaq
aa gaya aaftab pani mein

be-qarari se bahr ki 'aKHtar'
aa gaya inqalab pani mein

(799) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein written by Akhtar Azmi at UrduPoint. Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein is one of the masterpieces written by Akhtar Azmi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Azmi' above.

Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phenk Kar Sare KHwab Pani Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.