Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar, Urdu Ghazal By Akhtar Bastavi

Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Bastavi. Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے رشک کیوں یہ ہم کو سر دار دیکھ کر

اختر بستوی

ہے رشک کیوں یہ ہم کو سر دار دیکھ کر

دینے ہیں بادہ ظرف قدح خوار دیکھ کر

خود کردۂ ازل سے تجلی طور کے

جھپکے کی آنکھ کیا تری تلوار دیکھ کر

آساں پسندیوں سے ہیں بیزار اہل عشق

چھانٹا یہ مرحلہ بھی ہے دشوار دیکھ کر

بن جائے گا یہ رشتۂ تسبیح ایک دن

دھوکا نہ کھائیو کہیں زنار دیکھ کر

اس شان امتیاز کو کہ اہل تحائف

مومن سمجھ رہے ہیں ہمیں خوار دیکھ کر

جنس گراں تو تھی نہیں کوئی مگر یہ جان

لائے ہیں ہم بھی رونق بازار دیکھ کر

تیر نگہ نے کر دیا دونوں کا فیصلہ

باہم دل و جگر میں یہ تکرار دیکھ کر

یہ کیا کہ سجدہ گاہ ہے ہر سنگ آستاں

گھسنا جبین کو کو خانۂ خمار دیکھ کر

کچھ بھی تو ضبط گریہ نہ شبنم سے ہو سکا

بلبل کو فصل گل میں گرفتار دیکھ کر

ہم خاصگان اہل نظر اور یہ قتل عام

جور و ستم بھی کر تو ستم گار دیکھ کر

ہر سینہ آج ہے ترے پیکاں کا منتظر

ہو انتخاب اے نگۂ یار دیکھ کر

اختر بستوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar

Akhtar Bastavi

hai rashk kyon ye hum ko sar-e-dar dekh kar
dene hain baada zarf-e-qadah-KHwar dekh kar

KHud-karda-e-azal se tajalli-e-tur ke
jhapke ki aankh kya teri talwar dekh kar

aasan-pasandiyon se hain bezar ahl-e-ishq
chhanTa ye marhala bhi hai dushwar dekh kar

ban jaega ye rishta-e-tasbih ek din
dhoka na khaiyo kahin zunnar dekh kar

is shan-e-imtiyaz ko ki ahal-e-tahaif
momin samajh rahe hain hamein KHwar dekh kar

jins-e-giran to thi nahin koi magar ye jaan
lae hain hum bhi raunaq-e-bazar dekh kar

tir-e-nigah ne kar diya donon ka faisla
baham dil-o-jigar mein ye takrar dekh kar

ye kya ki sajda-gah hai har sang-e-astan
ghisna jabin ko ko KHana-e-KHammar dekh kar

kuchh bhi to zabt-e-girya na shabnam se ho saka
bulbul ko fasl-e-gul mein giraftar dekh kar

hum KHasgan-e-ahl-e-nazar aur ye qatl-e-am
jaur-o-sitam bhi kar tu sitamgar dekh kar

har sina aaj hai tere paikan ka muntazir
ho intiKHab ai nigah-e-yar dekh kar

(691) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar written by Akhtar Bastavi at UrduPoint. Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar is one of the masterpieces written by Akhtar Bastavi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Bastavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Bastavi' above.

Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Rashk Kyon Ye Hum Ko Sar-e-dar Dekh Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.