Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin, Urdu Ghazal By Akhtar Husain Shaafi

Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Husain Shaafi. Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے یقیں مجھے مرا ہم نشیں مری اس ادا سے خفا نہیں

اختر حسین شافی

ہے یقیں مجھے مرا ہم نشیں مری اس ادا سے خفا نہیں

نہ جھکے گا سر در حسن پر کہ صنم صنم ہے خدا نہیں

مری آرزو مری عاشقی ہے جنوں کی شدتوں سے بری

یہ مذاق نو ہے بڑا عجب کہ میں صرف تجھ پہ فدا نہیں

ذرا دور ہیں مری منزلیں تو نظر اٹھا نہ خفا ہو یوں

مرے ہم سفر مرا راستہ ترے راستے سے جدا نہیں

ہے جو غم زدوں کے دلوں کا غم وہ ہمارے دل کا بھی غم بنے

وہ امیر ہو کہ غریب ہو یہ بشر بشر سے جدا نہیں

جو خوشی ملی ہے وہ کم سہی چلو ہم سبھی اسے بانٹ لیں

نہ پئے کسی کا کوئی لہو کہ لہو ہے زہر دوا نہیں

یہ جو دل ہے جام غرض نہیں یہ مکاں طویل و عریض ہے

کسی درد کو نہ ملے جگہ مرا دل تو ایسا بنا نہیں

میں فرار ذات سے کیا کروں ہے یہ ذات اپنے میں کائنات

مجھے فخر ہے مری شاعری مری زندگی سے جدا نہیں

اختر حسین شافی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin

Akhtar Husain Shaafi

hai yaqin mujhe mera ham-nashin meri is ada se KHafa nahin
na jhukega sar dar-e-husn par ki sanam sanam hai KHuda nahin

meri aarzu meri aashiqi hai junun ki shiddaton se bari
ye mazaq-e-nau hai baDa ajab ki main sirf tujh pe fida nahin

zara dur hain meri manzilen tu nazar uTha na KHafa ho yun
mere ham-safar mera rasta tere raste se juda nahin

hai jo gham-zadon ke dilon ka gham wo hamare dil ka bhi gham bane
wo amir ho ki gharib ho ye bashar bashar se juda nahin

jo KHushi mili hai wo kam sahi chalo hum sabhi use banT len
na piye kisi ka koi lahu ki lahu hai zahr dawa nahin

ye jo dil hai jam-e-gharaz nahin ye makan tawil-o-ariz hai
kisi dard ko na mile jagah mera dil to aisa bana nahin

main farar zat se kya karun hai ye zat apne mein kaenat
mujhe faKHr hai meri shairi meri zindagi se juda nahin

(367) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin written by Akhtar Husain Shaafi at UrduPoint. Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin is one of the masterpieces written by Akhtar Husain Shaafi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Husain Shaafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Husain Shaafi' above.

Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Yaqin Mujhe Mera Ham-nashin Meri Is Ada Se KHafa Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.