Rahgiron Se Rabt Paida Kar, Urdu Ghazal By Akhtar Jameel Nazmi

Rahgiron Se Rabt Paida Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Jameel Nazmi. Rahgiron Se Rabt Paida Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rahgiron Se Rabt Paida Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

راہگیروں سے ربط پیدا کر

اختر جمیل نظمی

راہگیروں سے ربط پیدا کر

دور جانا ہے بات سمجھا کر

رات پر دن کا کوئی قرض نہیں

ذہن کو صاف رکھ کے سویا کر

کیا مرا ہم خیال کوئی نہیں

تو اگر ہے تو ہاتھ اونچا کر

رات بھر جاگنے سے کیا حاصل

خواب کا راستہ نہ روکا کر

فاصلے سوچنے نہیں دیتے

مجھ کو دیکھو مرے قریب آ کر

عکس کب کون سا ابھر آئے

دیر تک آئینہ نہ دیکھا کر

گھر میں نظمیؔ اگر سکوں ہوتا

بیٹھتے کیوں کسی کے گھر جا کر

اختر جمیل نظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rahgiron Se Rabt Paida Kar

Akhtar Jameel Nazmi

rahgiron se rabt paida kar
dur jaana hai baat samjha kar

raat par din ka koi qarz nahin
zehn ko saf rakh ke soya kar

kya mera ham-KHayal koi nahin
tu agar hai to hath uncha kar

raat bhar jagne se kya hasil
KHwab ka rasta na roka kar

fasle sochne nahin dete
mujh ko dekho mere qarib aa kar

aks kab kaun sa ubhar aae
der tak aaina na dekha kar

ghar mein 'nazmi' agar sukun hota
baiThte kyon kisi ke ghar ja kar

(551) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rahgiron Se Rabt Paida Kar written by Akhtar Jameel Nazmi at UrduPoint. Rahgiron Se Rabt Paida Kar is one of the masterpieces written by Akhtar Jameel Nazmi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Jameel Nazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Jameel Nazmi' above.

Rahgiron Se Rabt Paida Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rahgiron Se Rabt Paida Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.