Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De, Urdu Ghazal By Akhtar Muslimi

Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Muslimi. Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا نظر نہ آئے نہ صحرا دکھائی دے

اختر مسلمی

دریا نظر نہ آئے نہ صحرا دکھائی دے

جوش جنوں ہو جس کو اسے کیا دکھائی دے

میں آ گیا کہاں کہ یہ حسرت نظر کو ہے

اے کاش اس جگہ کوئی اپنا دکھائی دے

خنداں جبیں لبوں پہ ہنسی پرخلوص دل

دور طرب میں کوئی تو ایسا دکھائی دے

خواہاں ہیں وہ کہ سارا زمانہ ہو ان کے ساتھ

اوروں کو چاہتے ہیں کہ تنہا دکھائی دے

اخترؔ کو دیکھتے نہیں اچھی نظر سے آپ

پھر بھی یہ چاہتے ہیں کہ اچھا دکھائی دے

اختر مسلمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De

Akhtar Muslimi

dariya nazar na aae na sahra dikhai de
josh-e-junun ho jis ko use kya dikhai de

main aa gaya kahan ki ye hasrat nazar ko hai
ai kash is jagah koi apna dikhai de

KHandan-jabin labon pe hansi pur-KHulus dil
daur-e-tarab mein koi to aisa dikhai de

KHwahan hain wo ki sara zamana ho un ke sath
auron ko chahte hain ki tanha dikhai de

'aKHtar' ko dekhte nahin achchhi nazar se aap
phir bhi ye chahte hain ki achchha dikhai de

(738) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De written by Akhtar Muslimi at UrduPoint. Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De is one of the masterpieces written by Akhtar Muslimi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Muslimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Muslimi' above.

Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.